Ae Yeshu Nasari
Yeshu Ke Geet MinistriesEb
4/4
intermediate
9
intro (Play each chord two times) chorus Ae Yeshu Nasari Aaj Jumbash Tu Kar Ae Yeshu Nasari Aaj Jumbash Tu Kar Bhar De Samarth Se Bhar De Samarth Se Aur Abhishek Kar... verse Jhor Tera Kamzore Bhi Aaye - x2 Kamzoriyon Pe Fateha Paaye- x2 Rooh Se Gaaye Dil Se Gaaye Aur Fateha Ke Naare Lagaye Naare Lagaye.. verse Aazad Tera Rooh Mujhko Kare- x2 Pap Humare Durr Kare- x2 Aage Hokar Khud Tu Lade Taklife Sab Durr Kare Durr Kare.. verse Baton Mein Mere---- Khushboo Teri Ho- x2 Sason Mein Mere Tu Hi Tu Ho- x2 Kuch Na Mangu Tujhko Chahu Raah Mein Tere Badhte Jau Badhte Jau