Abhishek Chords | Ek Baarish Ki Taraah
Mark TribhuvanE
intermediate
10
verse Ek baarish ki tarah Ek agni ke samaan Ya gir jaye mujhpe Ek chaadar ke samaan…..x2 chorus Ho dugnaa, aur taaza Ho abhishek, aaj mujhpe Ho dugnaa, dugnaa Pehle se zyada, zyada Ho abhishek Aaj mujhpe verse Abhishek kar de Mujhe teri rooh se Ki mai ban saku Hu-ba-hu tere jaise……x2 chorus Ho dugnaa, aur taaza Ho abhishek, aaj mujhpe Ho dugnaa, dugnaa Pehle se zyada, zyada Ho abhishek Aaj mujhpe verse Teri nazron se mai dekh saku Teri baaton ko mai sunn saku Ek aisi kripa Kar de mujhpe yeshu ……x2 chorus Ho dugnaa, aur taaza Ho abhishek, aaj mujhpe Ho dugnaa, dugnaa Pehle se zyada, zyada Ho abhishek Aaj mujhpe verse Ek baarish ki tarah Ek agni ke samaan Ya gir jaye mujhpe Ek chaadar ke samaan