Aaya Masih Duniya Mein Tu
UnknownEb
4/4
beginner
3
chorus Aaya Masih Duniya Mein Tu Paapiyon Ko Bachane Ko Laaye Imaan Jo Bete Par Karega Paar Iss Duniya Ko verse Duniya Gunah Mei Doob Rahi Thi Saadik Gumarah Ho Rahe They Choda Aasman, Bana Insaan Mili Najaat Iss Duniya Ko verse Baithlehem Ke Maidaano Mein Gadariye Raat So Rahe They Suna Farishto Ki Zubaan Paida Huya Hai Krist Nidaan verse Aalimo Ne Kitaabo Se Padi Paidayish Ki Tafseel Chal Diye Vo Bi Utho Par Taare Hayaat Ka Peecha Kar verse Samundra Ki Sab Lehro Par Duniya Ki Har Zubaano Par Hai Uska Naam, Hai Uska Kaam Saara Jahaan Laaye Imaan