Aaya Hai Yeshu Aaya Hai
Yeshu Ke Geet MinistriesF
beginner
3
chorus Aaya Hai Yeshu Aaya Hai Aaya Hai Yeshu Aaya Hai Mukat Le Saath Aaya Hai Mukat Le Saath Aaya Hai verse 1 Jangal Mein Mangal Doot Mile Gaate (x2) Jai Jai Ho Prabhu Jai Jai Ho (x2) Shanti Mel Laya Hai (x2) verse 2 Dekhan Gadariye Chale Raat Mein (x2) Dooton Se Sun Ke, Dooton Se (x2) Masih Mariyam Ka Jaaya Hai (x2) verse 3 Poorab Desh Se Chale Majoosi (x2) Taare Se Dekho Taare Se (x2) Pata Yeshu Ka Paaya Hai (x2) verse 4 Yerusalem Ja Poochan Laage (x2) Kis Ghar Ji Raja Kis Ghar Ji (x2) Mukat Ka Raja Aaya Hai (x2) verse 5 Daas Suna Jab Prem Masih Ka (x2) Tan Man Se Logon, Tan Man Se (x2) Sharan Yeshu ki Aaya Hai (x2)