Aaradhana Yeshu Ko
UnknownCm
4/4
beginner
25
verse Aaradhana yeshu tujhe Aaradhana yeshu tujhe Aaradhana yeshu tujhe Aaradhana yeshu tujhe verse Tu joh kehde mein karoonga Teri rahon par mein chaloonga Tere charno main hi rahoonga Mere pyare yeshuve Tu joh kehde mein karoonga Teri rahon par mein chaloonga Tere charno main hi rahoonga Mere pyare yeshuve verse Adbhut tere pair jo Lehron par chale Aage chalte hain mere Mujhe chinta nahin hai Daanta andhiyon ko jin vachano se prabhu Saathi mere hain vahi Mujhe chinta nahin hai verse Raahon ko andheron ne Jab gherha ho mere Prabhu mujhko le chale Mujhe dar hi nahin hai Phiron ki sena jab Mere peeche ho padi Hai bachaata yeshu mujhko Dar hi nahin hai