Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Aadi Me Vachan Tha

Unknown
F#
beginner
12
verse

  Aadi me vachan tha

Woh prabhu ke sath tha

  Dehdhari vachan hua 

  Manav ka roop liya

chorus
    
Hai saare log
     
Uski stuthi karo
      
Yeshu janma hai
     
Uski stuthi karo

verse
Sabka woh jeevan hai
Mukti ka woh data hai
Aaya hai dharti par 
Hume dene ko udhar

chorus
           
  Mukti data    prabhu yeshu
             
  Janma hai woh aaj
            
  Shanti data    prabhu yeshu
             
  Janma hai woh aaj