Aadar Aur Mahima Chords
Filadelfia MusicC
4/4
beginner
19
chorus Aadar aur mahima Saamarth ke yogya Yeshu tu hi to hai Yugaanuyug jivit Dhanyawad ke yogya Yeshu tu hi to hai Ham gaen hosaanaa hosaanaa Ham gaen hosaanaa hosaanaa verse Jhukate hain aakar Charnon men tere Sang duton ke Mukut ko rakhte Kadamon men tere Sang santo ke (x2) Jo kuchh bhe hamane hai kiyaa Tune hamaare liye kiya (x2) chorus Aadar aur mahima Saamarth ke yogya Yeshu tu hi to hai Yugaanuyug jivit Dhanyawad ke yogya Yeshu tu hi to hai Ham gaen hosaanaa hosaanaa Ham gaen hosaanaa hosaanaa verse Sinhaasan ke saamane Sab log kahte Tu he pavitra hai Is mandir men Ham bhi yah gaate Tu hi pavitra hai (x2) Jo thaa aur hai aur rahegaa Tu he pavitr sarvashaktimaan chorus Aadar aur mahima Saamarth ke yogya Yeshu tu hi to hai Yugaanuyug jivit Dhanyawad ke yogya Yeshu tu hi to hai Ham gaen hosaanaa hosaanaa Ham gaen hosaanaa hosaanaa Ham gaen hosaanaa hosaanaa